Friday 11 December 2009

asman

chalte rahe ret par hum ..ki jaise rasta na mila....
ruk kar yaad kiya tujhe ki jaise asman na raha....
rone ki jab saja mili ....to rone ke liye bhi sahara na mila....
poocha ja kar har dar par humne ki jaise ...
bhare saher me asiyan na mila ....
sama ko sajaya humne bhi kar sarnaya na mila...
har dar par sar jukhaya phir bhi kahin uska saya na mila ....
hum to the anjan....in anjan raston ko bhi bus virana hi mila ....
dard to bohot the jindgi me par is dard ka ilfaya na mila ...
dhoonda to bohot phir bhi dil me .....
jane bus kyon mujhe asman ka saya na mila .....
na mila ......